Friday 8 February 2019

Instagram Se Paise Kaise Kamaye

Guys is post me me mai aapko online income ek naya tarika batane ja raha hu. Abhi tak maine blog se earning, affiliate marketing se earning kaise kiya jata hai is baare me article likha hai. Is article me hum janenge ki Instagram se online income kaise kar sakte hai yani instagram se  paise kaise kama sakte hai.
Dosto jaise ki maine pehle ke article me bhi bataya hai ki online income karna ke liye aapko us platform par regular kaam karna hota hai. Instagram se bhi online income ke liye aapko kaam karna padega ye baat to sabko pata hai ki paisa kamane ke liye kaam karna hota hai bina mehnat kiye kuch bhi nahi milta.
Aaj mai aapko kuch steps bata raha hu jinhe follow kar aap apne instagram account se online income kar sakte hai.
Steps:
Instagram se online income karne ke liye sabse pehla kaam karna hai ki aapko istagram par account bnana hai.

Account bnane ke baad aapko koshish karna hai 5k followers pane ka.

Jab aapke account par acha follower honge aur koi company isse dekhegi to vo aapko contact karti hai paid promotion ke liye yani sponsered post ke liye.
Company apne kisi product ya services se related post aapke instagram account par karne ke liye bolti hai aur aapko is  kaam ke liye paise deti hai.
Agar aap online selling karte hai to instagram account ke through bhi business la sakte hai.
Aap famebit ya fir aur bhi other sites par jakar bhi sponsorship le sakte hai aur online income kar sakte hai.
Aap chahe to other social media platform par paid promotion karane ke liye post daal sakte hai aur revenue la sakte hai.
Instagram se online income ki jankari kaise lagi comment kar bataye. Agar aapke paas bhi Instagram se online income ka koi tarika hai to aap comment kar apna sujhav de sakte hai.

0 Comments:

Post a Comment

Subscribe to Post Comments [Atom]

<< Home